SAHIBA LYRICS - ADITYA RIKHARI

Sahiba lyrics - Aditya Rikhari ft. Ankita Chhetri | T-Series song

Sahiba Lyrics – Sahiba

Image: T-Series (official music video still)

Sahiba is Aditya Rikhari's viral romantic ballad — written, composed and performed by Aditya Rikhari, released by T-Series. One of the most-streamed Indian songs of the year.

🎵 SAHIBA: Aditya Rikhari

🎤 Singer: Aditya Rikhari
✍️ Lyrics: Aditya Rikhari
🎼 Music: Aditya Rikhari
📀 Music Label: T-Series
🎶 SAHIBA LYRICS

Sahiba aaye ghar kaahe na
Aise to sataye na
Dekhun tujhko chain aata hai

Sahiba neendein veendein aaye na
Raatein kaati jaayein na
Tera hi khayal din rain aata hai

Sahiba samundar meri aankhon mein reh gaye
Hum aate aate jaana teri yaadon mein reh gaye
Ye palkein gawaahi hain
Hum raaton mein reh gaye
Jo waade kiye saare bas baaton mein reh gaye

Baaton baaton mein hi
Khwaabo khwaabo mein hi
Mere kareeb hai tu
Teri talab mujhko
Teri talab jaana
Ho tu kabhi rubaru

Shor sharaba jo seene mein hai mere
Kaise bayaan main karu
Haal jo mera hai main kisko bataun

Mere sahiba dil na kiraaye ka
Thoda to sambhalo na
Naazuk hai ye tut jaata hai

Sahiba neendein veendein aaye na
Raatein kaati jaayein na
Tera hi khayal din rain aata hai

Kaisi bhala shab hogi wo sang jo tere dhalti hai
Dil ko koi khwahish nahi teri kami khalti hai
Aaram na ab aankhon ko
Khwaab bhi na badalti hai
Dil ko koi khwahish nahi
Teri kami jaana khalti hai

Sahiba tu hi mera aaina
Haaton mein bhi mere haan
Tera hi naseeb aata hai

Sahiba neendein veendein aaye na
Raatein kaati jaayein na
Tera hi khayal din rain aata hai

Sahiba neendein veendein aaye na
Raatein kaati jaayein na
Tera hi khayal din rain aata hai

Post a Comment

0 Comments