AFSAANA BANAAYA AAPNE LYRICS - HIMESH RESHAMMIYA, ASEES KAUR

Afsaana Banaaya Aapne lyrics - Himesh Reshammiya, Asees Kaur | Gunmaaster G9
Image: Himesh Reshammiya Melodies (official music video still)

Afsaana Banaaya Aapne Lyrics – Gunmaaster G9

Afsaana Banaaya Aapne is the first song from the upcoming film Gunmaaster G9 (in cinemas 27 Nov 2026), reuniting Emraan Hashmi and Himesh Reshammiya after 20 years. Sung by Himesh Reshammiya and Asees Kaur, music and lyrics by Himesh Reshammiya. Starring Emraan Hashmi and Genelia Deshmukh.

🎵 AFSAANA BANAAYA AAPNE: Himesh Reshammiya, Asees Kaur

🎤 Singers: Himesh Reshammiya, Asees Kaur
✍️ Lyrics: Himesh Reshammiya
🎼 Music: Himesh Reshammiya
🎬 Film: Gunmaaster G9 (2026)
🎥 Director: Aditya Datt
📀 Music Label: Himesh Reshammiya Melodies
🎬 Starring: Emraan Hashmi, Genelia Deshmukh
🎶 AFSAANA BANAAYA AAPNE LYRICS

Afsaana Afsaana
Afsaana Afsaana
Ooohhhhhhh.....
Afsaana Afsaana
Ooohhhhhhh.....
Afsaana Afsaana

Baat jism ki thi nahin
Rooh tak humein jana hai
Maamla yeh dil ka hai
Ishq yeh nibhana hai
Afsaana Afsaana….

Yoon teri galiyon mein aana
Yoon tera dil ko dhadkana
Yoon Mera murshid ho jana
Lamha tha daur banaya
Aapne….

Qisse ko daastan Banaya aapne…

Afsaana Afsaana
Afsaana Banaya aapne.....

Pehle toh main aashiq tha
Afsaana Afsaana
Afsaana Banaya aapne
Pehle toh main aashiq tha
Afsaana Afsaana
Afsaana Banaya aapne

Ooohhhhhhh.....
Afsaana Afsaana

Kyon Tere aane se
Dil Chain yeh paata hai
Tere Milne se kuch pal
Aaraam aata hai

Baat kuch pal ki nahin
Door tak humein jana hai
Faasle bhi hain bahut
Phir bhi tumko paana hai

Yoon tera har shaam ko aana
Yoon mera bas chalte jana
Yoon tera mujhko tad pana
Tanha tha apna banaya
Aapne…

Thehra tha kaarwan Banaya
Aapne....

Afsaana Afsaana
Afsaana Banaya aapne
Pehle toh main aashiq tha
Afsaana Afsaana
Afsaana Banaya aapne

Ooohhhhhhh.....
Afsaana Afsaana

Lambi duriyon ka safar
Aasan nahin tha magar
Jiye jaa rahe hain hum toh
Jane kis umeed mein

Aap ho hamare liye
Aapke liye hum bane
Aapke bina dil tanha
Zindagi ki bheed mein
Afsaana Afsaana

Yoon teri baahon mein aana
Yoon mera tabah ho jana
Yoon tera marham ban jana
Dard tha dawa banaya
Aapne…

Zarra tha aasmaan Banaya
aapne…

Afsaana Afsaana
Afsaana Banaya aapne
Pehle toh main aashiq tha
Afsaana Afsaana
Afsaana Banaya aapne

Ooohhhhhhh.....
Afsaana Afsaana

Post a Comment

0 Comments